

Now aap successfully windows store me login ho jayege aur fir yaha par aapko sabhi apps or games show honge inmese aap jis bhi app ya games k apne pc me install karna chaate hai uspar click kar sakte hai.windows store ko open karne ke baad aapko username or password enter karne ke liye kaha jayega aapko yaha apne microsoft account ka username yani email aur password enter karna hai aur login par click kar dena hai.fir agar aapka pahle se microsoft account banaya hua hai to aap usse login kar sakte hai agar aapne microsoft account nahi banaya hai to isske bare me maine pahle se apni ek post me bataya hai jise aap yaha se read kar sakte hai.sabse pahle aapne computer ya laptop me Microsoft store me jana hai isska icon aapke computer desktop pe hi show hota hai agar aapko show nahi kar raha to windows icon par click kare aur waha par microsoft store likhkar search kare aur fir aapko microsoft store wala ek option show hoga uspar click karde.


Windows Store Se Pc Software & App or Games Download Kaise Kare ?Īgar aap bhi computer me software ya app or games download karna chahate hai or aapko nahi malum hai ki computer me software ya app kaise download hote hai to isske liye aapko jayeda kuch nahi karna hoga or na hi kisi third party site par jana hoga aap apne computer me direct microsoft store se sabhi software, app or games download kar sakte hai. Kyoki ye windows 8 or isske uper wale version jaise windows 8.1, 10 etc me hi milti hai, abhi aap jan hi gaye honge windows store kya hota hai aur isse microsoft store bhi bolte hai.
